Wednesday, 29 July 2015

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye.....

Tune Mujhe Bulaye Shera waaliye, Mein Aya Mein Aya Shera waaliye
Oh Jyota waaliye, Paharwaaliye, Oh Mehera waaliye
Tune Mujhe Bulaye Shera waaliye, Mein Aya Mein Aya Sherawaaliye
Saara Jag Hai Ik Banjaara, Sab Kii Manzil Tere Dwaara
Ouchey Parbat Lamba Rasta, Par Mein Rehana Paaya Sherawaaliye
Tune Mujhe Bulaye Shera waaliye, Mein Aya Mein Aya Sherawaaliye
Sune Mann Mein Ja Gayi Baati, Tere Path Mein Mil Gayi Saathi
Muh Kholum Kya Tujha Se Mangu, Bin Mange Sab Paaya Shera waaliye
Tune Mujhe Bulaye Shera waaliye, Mein Aya Mein Aya Shera waaliye
Kaun Hai Raaja Kaun Bikharim Ek Baarabar Tere Sare Pujari
Tune Sab Ko Darshan Deke, Apne Gale Lagaya Shera waaliye
Tune Mujhe Bulaye Shera waaliye, Mein Aya Mein Aya Shera waaliye

Oh Prem Se Bolo Jai Maata Di,
O Sare Bolo, O Aate Bolo, O Jate Bolo,
O Kasht Nivare, O Paar Utaare,
Mere Maa Bholi, Barde Jholi,
O Jode Darpan, Maa De De Darshan
Jai Maata Di
O Maharawali Ki Jai
O Shrawaliya Ki Jai Jai Ambe Rani Ki Jai
Jai Sherawali, Jai Ambe Rani
O Paharawale Ki Jai

Friday, 10 July 2015

RABBA main toh mar gaya oye Lyrics - Mausam


Koi dil bekaabu kar gaya
Aur ishqaan dil mein bhar gaya
Kho aankhon mein woh
Laakhon gallaan kar gaya oye

Rabba mein to mar gaya oye
Shadai mujhe kar gaya kar gaya oye
(Shadai means: Deewana)
Ho Rabba mein to mar gaya hoye
Shadai mujhe kar gaya kar gaya hoi 




Koi dil beqaabu kar gaya
Aur ishqaan dil mein bhar gaya
Kho aankhon mein woh
Laakhon gallaan kar gaya hoye

Rabba mein to mar gaya hoi
Shahdai mujhe kar gaya kar gaya hoye
O rabba mein to mar gaya hoyi
Shaddai mujhe kar gaya kar gaya hoye

Ab dil chahe khamoshi ke hothon pe main likh doon
Pyaari si baatein kai
Ho...kuchh pal mere naam kare woh
Main bhi uske naam pe likhu mulaaqate kai
Ho pehli hi takni mein ban gayi jaan pe
Naina waina uske mere dil pe chhape 
Ab jaaun kahaan pe, dil ruka hai wahaan pe
Jahaan dekh ke mujhe woh aage badh gaya hoye

Rabba mein to mar gaya hoi
Shahdai mujhe kar gaya kar gaya hoye
O rabba mein to mar gaya hoyi
Shaddai mujhe kar gaya kar gaya hoye

Koi dil bekaabu kar gaya
Aur ishqaan dil mein bhar gaya
Aankhon aankhon mein woh
Laakhon gallaan kar gaya oye